• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shauq Apna Aap Main Apni Zaban Se Kyun Kahun

Shauq Apna Aap Main Apni Zaban Se Kyun Kahun

shauq apna aap main apni zaban se kyuun kahun

dil jo kuchh kahta hai vo us bad-guman se kyuun kahun

tum samajh lo soch lo tum taaḌ lo pahchan lo

baat apne dil ki main apni zaban se kyuun kahun

kaan men sun lo idhar aa kar miri ik baat tum

tum se kuchh kahta huun main saare jahan se kyuun kahun

dastan avval se suniye meri sunni hai agar

aap kahte hain jahan se main vahan se kyuun kahun

kaan men chupke se ‘beḳhud’ jo kaha hai yaar ne

rashk aata hai mujhe vo raz-dan se kyuun kahun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Kahin Jo dil Na Lagawen To Phir Udas Phiren

sauda-mohammad-rafi

Sadma Har-Chand Tere Jaur Se Jaan Par Aaya

Main Dhup Mein Hun Tu Saya Kar De Aman Mein ThanDi Hawaen Mange

azra-abbas

Lafzon Ke Khel

Shauq-E-Didar Mera Aur Bhi Afza Na Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet