• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sharik-e-Alam-e-Kaif-O-Surur Main Bhi Tha

Sharik-e-Alam-e-Kaif-O-Surur Main Bhi Tha

aabid-adeeb

sharik-e-alam-e-kaif-o-surur main bhi tha

ki raat jashn men tere huzur main bhi tha

ajiib vaqt tha duniya qarib thi mere

ghazab ye tha tire daman se duur main bhi tha

ghamon ke ghere men jab raqs kar rahi thi hayat

tamash-bin ki tarah be-shuur main bhi tha

na rukna raah men shart-e-safar men shamil tha

thakan se varna bahut chuur chuur main bhi tha

utar raha tha lahu kis bala ka ankhon men

tire khayal men us dam zarur main bhi tha

guzarte vaqt ne pahre baitha diye ‘abid’

khataen un ki na thiin be-qusur main bhi tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waise Is Aab-O-Gil Mein Kya Na Hua

chaDhte Dariya Se Bhi Gar Par Utar Jaoge

Kaun Atha Mein Utre Meri Kis Pe Khule Hangam Mera

poet

Khinch Ke Wo Aur Tarahdar Nazar Aate Hain

poet

Diwaron Mein Dar Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet