• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sharh-E-Jamal Kije Shahadat Ke Ma-Siwa

Sharh-E-Jamal Kije Shahadat Ke Ma-Siwa

sharh-e-jamal kiije shahadat ke ma-siva

husn-e-azal ki baat rivayat ke ma-siva

rag rag men dauḌti thi baharon ki tazgi

ab kuchh nahin lahu men hararat ke ma-siva

ma.ani men Dhaal dijiye ik ek harf ko

kiije magar kalam ibarat ke ma-siva

milta nahin jahan men rang astan ka

matam hai karbala men shahadat ke ma-siva

bas ik qayam diid pe hai ijtima-e-kul

mumkin nahin hai hashr qayamat ke ma-siva

uThta nahin hai paanv ‘samad’ aabla baghair

lab pe nahin hai harf sadaqat ke ma-siva

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

majrooh-sultanpuri

Jalwa-E-Gul Ka Sabab dida-E-Tar Hai Ki Nahin

Kisi Ke bichhaDne Ka Dar Hi Nahin

muneer-niyazi

Baith Jata Hai Wo Jab Mahfil Mein Aa Ke Samne

ain-tabish

Pyas Badhti Hui Ta-Hadd-e-Nazar Pani Tha

Is Bulandi Pe Kahan the Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet