• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Se Hum Ta Sahar Chalte Rahe

Sham Se Hum Ta Sahar Chalte Rahe

bilqis-zafirul-hasan

shaam se ham ta sahar chalte rahe

chuur the thak kar magar chalte rahe

sang ho jaate jo mud kar dekhte

ungliyan kanon men dhar chalte rahe

asman tha aag patthar thi zamin

thi kahan ja-e-mafar chalte rahe

roz duube roz ubhre ham magar

surat-e-shams o qamar chalte rahe

sang-bari yuun to ham par bhi hui

ham dhake hathon se sar chalte rahe

dar badar ki khaak thi taqdir men

ham liye kandhon pe ghar chalte rahe

ham bhi hain ‘bilqis’ majruhin men

ham pe bhi tiir o tabar chalte rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaman Ka Zikr Kya Ab to KHuda Ko Yaad Karte Hain

poet

Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar dekhna

Sara Aalam Teri KHalwat Mein Ganwa baiThe Hain

Sufi

Agar Binam Shabe Nagah Aan Sultan-e-Khuban Ra

Hangame Se Wahshat Hoti Hai Tanhai Mein Ji Ghabrae Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet