• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Kuchh Kahne Ko Thi shoKHi-E-Tadbir Meri

Aaj Kuchh Kahne Ko Thi shoKHi-E-Tadbir Meri

poet

aaj kuchh kahne ko thi shoḳhi-e-tadbir miri

hans paḌi paas khaḌi thi kahin taqdir miri

TuTte hi se hui dil men kashakash paida

meri taḳhrib men poshida thi ta.amir miri

hurriyat zulmat-e-zindan men janam leti hai

inqilabat ki tariḳh hai zanjir miri

apni janib kabhi dekha hi nahin tha varna

vus.aten donon jahanon ki hain jagir miri

dosti kaisi rah-o-rasm-e-umumi bhi ga.i

pyaar ki baat kahi aap se taqsir miri

main kahan aap kahan diid ki ummid kahan

yaad aa.uun jo kabhi dekhiye tasvir miri

ibrat-amoz hai duniya ka taghayyur ‘jami’

mujh se milti nahin do roz ki tasvir miri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Poshak-E-Mohabbat Thi phaTi Humne Wo Si Di

Ishq Ki Dastaras Mein Kuchh Bhi Nahin

Sufi

Zakhm darkar Hain Sine Ke Liye

poet

Is Qadar Aap Ka Itab Rahe

poet

Aao to Bahal Jae Mera Dil-E-Diwana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet