• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Bhi Humne Ro-Ro kaTi Din Bhi so Ke KHarab Kiya

Raat Bhi Humne Ro-Ro kaTi Din Bhi so Ke KHarab Kiya

raat bhi ham ne ro-ro kaaTi din bhi so ke ḳharab kiya

khulne vaali ankhon ko bhi amdan mahv-e-ḳhvab kiya

ek hi roTi ko dho dho kar piite rahe ham sham-o-sahar

saari umr men shayad ham ne ek hi kar-e-savab kiya

rizq to hai maqsum hamara us ko dua ki hajat kyuun

Dhank ke chehra dast-e-dua se ham ne ḳhud se ḳhitab kiya

us ki nazar se tiir jo nikla Thiik nishane par baiTha

ghayal aahu ban kar ham ne ban ban ko shadab kiya

ashk baha dene ke hunar men saani us ka koi nahin

ik din hanste hanste us ne sab ko tah-e-sailab kiya

bachpan men dekha tha ham ne maan ka chehra yaad nahin

bu-ali-sina ban kar ham ne us ke ruḳh ko kitab kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mere dil Ki Ab Ai Ashk-E-Nadamat Shust-O-Shu Kar de

poet

Falak Ye Jaur-O-Sitam Mujhse Na-Tawan Ke Liye

Sufi

Numaish

mirza-raza-barq

Qamar Ki Wo Khurshid Taswir Hai

Barha Dil toDna Achchha Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet