• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Ke Waqt Charaghon Si Jalai Hui Main

Sham Ke Waqt Charaghon Si Jalai Hui Main

aleena-itrat

shaam ke vaqt charaghon si jalai hui main

ghup andheron ki munderon pe sajai hui main

dekhne valon ki nazron ko lagun saada varaq

teri tahrir men huun aise chhupai hui main

khaak kar ke mujhe sahra men udane vaale

dekh raqsan huun sar-e-dasht udaai hui main

kya andheron ki hifazat ke liye rakkhi huun

apni dahliz pe khud aap jalai hui main

log afsana samajh kar mujhe sunte hi rahe

dar-haqiqat huun haqiqat se banai hui main

meri ankhon men samaya hua koi chehra

aur us chehre ki ankhon men samai hui main

kitni hairan hai duniya ki muqaddar ki nahin

apni tadbir ke hathon huun banai hui main

mere andaz pe ta-der ‘alina’ vo hansa

zikr men us ke thi yuun khud ko bhulai hui main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kanTe Ko Phul Sang Ko Gauhar Kaha Gaya

Nind Aankhon Mein Rahe Phir Bhi Na Soya Jae

Har Taraf Tazkira-E-Jurm-O-Saza Hota Hai

Aankh Mein Uski Damakte Hain Sitaron Ke Hujum

poet

Bas Hi Hamein Yak Nazar Misl-E-Sharar Dekhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet