• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham-E-Gham Se Shab-E-Andoh Se Chashm-E-Tar Se

Sham-E-Gham Se Shab-E-Andoh Se Chashm-E-Tar Se

sham-e-gham se shab-e-andoh se chashm-e-tar se

baaz aaya main tiri yaad ke us lashkar se

yaan shab-o-roz hai matlab kise ḳhair-o-shar se

zindagi ka hai ajab silsila sim-o-zar se

jo tujhe chaha batana na bataya phir bhi

kab chhupa hal-e-dil-e-soḳhta nama-bar se

ba.ad-e-takmil hui ghar ki haqiqat ma.alum

ghar kahan banta hai divar se chhat se dar se

mehrbanon men tira naam to likkha hai magar

ḳhuub vaqif huun miri jaan tire tevar se

sar bachata huun to phir paanv nikal jaate hain

aib iflas ka chhupta hi nahin chadar se

hirs ki dauḌ se rahta huun alag ai ‘anjum’

faiz pahuncha hai mujhe dars-e-gah-e’qaisar’ se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Lagane Ki Sar-E-Am Saza Deta Hai

Narawa Tha Na-Munasib Tha Magar Achchha Laga

Josh Ubalta Hai Pighalti Hai Tamanna Dil Mein

Kan Mein Aa Ke Koi shaKHs Sada Deta Hai

zafar-iqbal

Bhul Baitha Tha Magar Yaad Bhi Khud Maine Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet