• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / shaKHsiyat Jis Ki Anal-Haq Ki Saza-War Lage

shaKHsiyat Jis Ki Anal-Haq Ki Saza-War Lage

poet

shaḳhsiyat jis ki anal-haq ki saza-var lage

har taraf us ke na kyon falsafa-e-dar lage

saans main rokun to ruk jaa.e nizam-e-alam

nabz hathon ki mire vaqt ki raftar lage

ḳhabar-e-hal-e-chaman kyon na mile nazir ko

varaq-e-chehra-e-gul saf.ha-e-aḳhbar lage

ho ga.i aam andhere ki ḳhabar chhup na saki

sub.h har chehre hamen raat ke aḳhbar lage

jis ki nazron men nahin siip ki koi qimat

abr-e-naisan ka amal hi use dur-bar lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajiz-kamaal-rana

Mushkil Ko Zara Chhod Ke Aasan Ke Bare

Sufi

Haj Jaun Hun Ki dwarka

Dil-E-Shaida Ki Haqiqat Mere Maula Kya Hai

KHayal-O-KHwab Se Niklun Zuhur Tak Dekhun

sahir-ludhianvi

Hawas-Nasib Nazar Ko Kahin Qarar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet