• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Shairi Ki Kitab

Shairi Ki Kitab

ambareen-haseeb-ambar

khuun men duubi hui shairi

gham se vabasta ik naghmagi

sard hoti hui zindagi zindagi

jaan ghulati hui agahi

ek bujhte hue khvab ki raushni

khubsurat dukanon ke arasta shelf men

la ke akhir saja di gai

yaani bikne bikne ki shai hi bana di gai

likhne vaale ka ehsas apni jagah

par tijarat ke apne taqaze bhi hain

zehn ka ghunt ho ya ki tiryaq ho

nirkh-e-bazar ki nisbaton se sabhi

ik sajavat banavat ke paband hain

dekhiye roz-o-shab kis qadar shauq se

dard ki samt badhte hain gahak ke haath

zakhm bikte hain kitne saliqe ke saath

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Barbaadiyon Ka Zikr Bazm-E-Dil-Bran Tak Hai

riyaz-khairabadi

Hamare dil Mein Koi Aarzu Nahin Baqi

Kya Kahun Ki Kya Hun Main

Sach Bolna Chahen Bhi to Bola Nahin Jata

poet

Sang Kisi Ke Chalte Jaen Dhyan Kisi Ka Rakkhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet