• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahar KHamosh Hai Sab Neza-O-KHanjar Chup Hain

Shahar KHamosh Hai Sab Neza-O-KHanjar Chup Hain

shahar ḳhamosh hai sab neza-o-ḳhanjar chup hain

kaisi uftad paḌi hai ki sitamgar chup hain

ḳhuun ka sailab tha jo sar se abhi guzra hai

bam-o-dar ab bhi sisakte hain magar ghar chup hain

char-su dasht men phaila hai udasi ka dhuan

phuul sahme hain hava Thahri hai manzar chup hain

mutma.in koi nahin nama-e-a.amal se aaj

muskurata hai ḳhuda saare payambar chup hain

lauT ke aati nahin ab to sada-e-gumbad

chup hain sab dair-o-haram masnad-o-mimbar chup hain

main jo ḳhamosh tha ik shor tha har mahfil men

meri goya.i par ab saare suḳhnavar chup hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahguzar-Bashon Ko Sae Ki Bhi Kya Hajat Nahin

poet

Milti Hai Use Gauhar-E-Shab-Tab Ki Miras

shahida-hasan

Sabab Kya Hai Kabhi Samjhi Nahin Main

Aashna Ho Kar Bhi Usne Mujhko Pahchana Na Tha

Mujhe Teri Judai Ka Ye Sadma Mar Dalega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet