• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shadan Na Ho Gar Mujh Pe kaDa Waqt paDa Hai

Shadan Na Ho Gar Mujh Pe kaDa Waqt paDa Hai

shadan na ho gar mujh pe kaḌa vaqt paḌa hai

tu zad men hai jis vaqt ki us se bhi kaḌa hai

hai dhuup mire sar pe magar tu bhi miri jaan

girti hui divar ke saa.e men khaḌa hai

kya shaan hai vallah husain-ibn-e-ali ki

sar kaT gaya qad phir bhi harifon se baḌa hai

ham laash samajh kar jise phenk aa.e the vo shaḳhs

chaTTan ki manind alam ban ke khaḌa hai

haan TuuT gaya vo bhi shajar tha jo tanavar

kuchh der magar tund havaon se laḌa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Us Dil Ki Musibat Kaun Sune Jo Gham Ke Muqabil Aa Jae

Haalat Use Dil Ki Na Dikhai Na Zaban Ki

abdul-hamid-adam

Shikan Na dal Jabin Par Sharab dete Hue

Kisi Se Bhi Nahin Hum Sabr Ki Talqin Lete Hain

toD Kar Shisha-E-Dil Ko Mere Barbaad Na Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet