• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shadab shaKH-E-Dard Ki Har Por Kyun Nahin

Shadab shaKH-E-Dard Ki Har Por Kyun Nahin

shadab shaḳh-e-dard ki har por kyuun nahin

har barg ik zaban hai to phir shor kyuun nahin

varasta-e-azab-e-tamasha hai chashm-e-barg

ai agahi nigah miri kor kyuun nahin

dast-e-saval-e-barg hai shabnam se kyuun tahi

jo badalon ko luuT le vo zor kyuun nahin

ziist ek barg-e-tishna hai vo abr kya hue

ab un ki koi raah miri or kyuun nahin

ye sho.ala ek barg-e-ḳhizan hai ki barg-e-gul

ankhon men teri shaam hai kyuun bhor kyuun nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Burqa Utha Tha Rukh Se Mere Bad-Guman Ka

poet

Koi Manzil Bhi Nahin Hai Koi Rasta Bhi Nahin

Ham-Rahi Ki Baat Mat Kar Imtihan Ho Jaega

Wahi Zamin Wahi Sar Pe Aasman Nikla

Ramz-E-Hayat Aalam-E-Fani Mein Kho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet