• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashiq Ki Jaan Jati Hai Is Bankpan Ko Chhod

Aashiq Ki Jaan Jati Hai Is Bankpan Ko Chhod

poet

ashiq ki jaan jaati hai is bankpan ko chhod

ai but khuda ke vaste apne chalan ko chhod

bulbul na rahm aaega sayyad ko kabhi

hai jaan agar aziiz to tu is chaman ko chhod

us ka yahi tariq raha ashiqon ke saath

ai dil bas ab shikayat-e-charkh-e-kuhan ko chhod

sahra ki samt paanv badhe jaate hain dil aa

vahshat pukarti hai ki hubbulvatan ko chhod

basne ko chal tu dasht-e-khizan-dida men ‘shabab’

gulzar men bahar-e-gul-o-nastaran ko chhod

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

syeda-nafis-bano-shama

Khwabon Ki Haqiqat Bhi Bata Kyun Nahin dete

kavita-kiran

Hum Ahl-E-Zarf Hain Yun Hi Khafa Nahin Hote

poet

Raat Qatil Ki Gali Ho Jaise

Shikasta-Dil Sajaya Ja Raha Hai

poet

Rakha Sar Par Jo Aaya Yar Ka Khat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet