• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shabnam Hai Ki dhoka Hai Ki Jharna Hai Ki Tum Ho

Shabnam Hai Ki dhoka Hai Ki Jharna Hai Ki Tum Ho

ahmad-salman

shabnam hai ki dhoka hai ki jharna hai ki tum ho

dil-dasht men ik pyaas tamasha hai ki tum ho

ik lafz men bhatka hua shair hai ki main huun

ik ghaib se aaya hua misraa hai ki tum ho

darvaza bhi jaise miri dhadkan se juda hai

dastak hi batati hai paraya hai ki tum ho

ik dhuup se uljha hua saaya hai ki main huun

ik shaam ke hone ka bharosa hai ki tum ho

main huun bhi to lagta hai ki jaise main nahin huun

tum ho bhi nahin aur ye lagta hai ki tum ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yaad Hai Pahle-Pahal Ki Wo Mulaqat Ki Baat

poet

Jahan Jahan Bhi Hawas Ka Ye Jaanwar Jae

aazim-kohli

Khayal-e-Yar Ka Jalwa Yahan Bhi Tha Wahan Bhi Tha

Sufi

dub Jaana Mera Muqaddar Tha

faiz-ahmad-faiz

Ai dil-E-Betab Thahar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet