• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab Mein Suraj Ko Hum Nikalenge

Shab Mein Suraj Ko Hum Nikalenge

shab men suraj ko ham nikalenge

pattharon men bhi jaan Dalenge

ham safar kar chuke ḳhalaon men

ab samundar ko bhi khangalenge

ye parinde hain mere dil ki tarah

ji jahan chaha ghar bana lenge

aane denge na jism-o-jan men ḳhizan

zaḳhm har dam hara-bhara lenge

dard-o-gham ke siva bhala ‘saifi’

ham faqiron se log kya lenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Main Ye Kis Ke Nam Likkhun Jo Alam Guzar Rahe Hain

Qahr-E-Mujassam Husn-E-Mukarram

Patthar Pani Ho Jate Hain

hasrat-mohani

Bekali Se Mujhe Rahat Hogi

Yaad Aati Rahi Bhula Na Sake

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet