• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab-E-Siyah Se Niklega Mahtab Koi

Shab-E-Siyah Se Niklega Mahtab Koi

shab-e-siyah se niklega mahtab koi

ufuq men dekhte rahiyega roz ḳhvab koi

javab DhunD ke saare jahan se jab lauTe

hamen to kar gaya yak-laḳht la-javab koi

chaman se nikle hain ik phuul toḌ kar ham bhi

lahuluhan se hathon men hai gulab koi

milen to kaise milen jaa.en to kahan jaa.en

ki kar raha hai bahut ham se ijtinab koi

bikherte hue sona zamin men charon taraf

ubhar raha hai samundar se aftab koi

‘mamun’ charon taraf mere ab andhera hai

ubhar ke Duub gaya mujh men aftab koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Samna Bhi Kabhi Yar-E-Khub-Ru Se Hua

poet

Ho Gar Aise Hi Meri Shakl Se Bezar Bahut

Kahan Ab Wo Pine Pilane Ki Baaten

akhtar-ul-iman

Sabza-E-Begana

fauziya-rabab

Yunhi dukh Ho Jawenge Kam Shahzade

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet