• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Shab-E-Khizan

Shab-E-Khizan

sameena-raja

tujhe e’tibar-e-sahar bhi hai

tujhe intizar-e-bahar bhi

magar ai sada-e-umid-e-dil

miri zindagi to qalil hai

ye shab-e-khizan

hai mire guman se ajib-tar

koi as-pas nahin yahan

koi shakl ho jo dil-afrin

koi naam ho jo mata-e-jan

koi chand zina-e-abr se

utar aae aur mujhe thaam le

koi khvab-ru badi gahri niind se

chaunk kar mira naam le

sar-e-sham koi sitara jo

koi rah-rau kisi raah men

jise ho faqat yahi aarzu

mira haath thaam ke raushni ke

kisi madar men le chale

miri niind chuum ke

khvab ke kisi margh-zar men le chale

magar ai baha-e-umid-e-dil

tiri zindagi bhi qalil hai

ye khizan ki raat

tavil hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Ras Aaya Mohabbat Ka Ye KHumar Mujhe

aftab-hussain

Kahan Kisi Pe Ye Ehsan Karne Wala Hun

Dar Ki Chhanw Mein Guzri Kabhi Zindan Mein kaTi

Dekh Yun ruTh Kar Nahin Jate

aisha-ayyub

Ye Ban-Sanwar Ke Meri Sadgi Mein Laut Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet