• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saza Ka Haal Sunaen Jaza Ki Baat Karen

Saza Ka Haal Sunaen Jaza Ki Baat Karen

sahir-ludhianvi

saza ka haal sunaen jaza ki baat karen

khuda mila ho jinhen vo khuda ki baat karen

unhen pata bhi chale aur vo khafa bhi na hon

is ehtiyat se kya muddaa ki baat karen

hamare ahd ki tahzib men qaba hi nahin

agar qaba ho to band-e-qaba ki baat karen

har ek daur ka mazhab naya khuda laaya

karen to ham bhi magar kis khuda ki baat karen

vafa-shiar kai hain koi hasin bhi to ho

chalo phir aaj usi bevafa ki baat karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahut Jumud Hai Tari Koi KHayal Zara

Yahan Se Ab Kahin Le Chal KHayal-E-Yar Mujhe

Ab Masafat Mein to Aaram Nahin Aa Sakta

Dil Par dhaDkan dhaDkan Par Wahm Utare Jate Hain

faiz-ahmad-faiz

Zindan Zindan Shor-E-Anal-Haq Mahfil Mahfil Qul-Qul-E-Mai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet