• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ko KHwab Ho Gai Din Ko KHayal Ho Gai

Raat Ko KHwab Ho Gai Din Ko KHayal Ho Gai

raat ko ḳhvab ho ga.i din ko ḳhayal ho ga.i

apne liye to zindagi ek saval ho ga.i

Daal ke ḳhaak chaak par chal diya aaise kuza-gar

jaise numud-e-ḳhushk-o-tar ru-ba-zaval ho ga.i

phuul ne phuul ko chhua jashn-e-visal to hua

ya.ani koi nibah ki rasm bahal ho ga.i

tujh ko kahan se khojta jism zamin pe bojh tha

aḳhir isi takan se ruuh niDhal ho ga.i

kaun tha aisa ham-safar kaun bichhaḌ gaya ‘zafar’

mauj-e-nashat-e-rahguzar vaqf-e-malal ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Ke Sath Nai Soch Mein Dhal Jate Hain

Kuchh Sae Se Har Lahza Kisi Samt Rawan Hain

Kuchh to Rangini-E-Afkar Khule

poet

Hum Yar Ki Ghairon Pe Nazar Dekh Rahe Hain

Dil Ke Afsane Ko Afsana Samajhne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet