• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saz-E-Alam Pe Dil Naghma-Sara Hota Hai

Saz-E-Alam Pe Dil Naghma-Sara Hota Hai

poet

saz-e-alam pe dil naghma-sara hota hai

ai mohabbat ye tire daur men kya hota hai

phail jaati hai fazaon men udasi ki ghaTa

ishq jab husn se ro ro ke juda hota hai

hausla diid ka hargiz na karen ahl-e-nazar

jalva-e-husn bahut hosh-ruba hota hai

vo havas hai jo gila karti hai ranj-o-gham ka

ishq har haal men razi-ba-raza hota hai

un ke mub.ham se isharon ka ta.assur tauba

dil men kya ma.arka-e-yas-o-raja hota hai

ham jo kahte hain use vaqt ka shahkar-e-jamil

baat kuchh bhi nahin lekin vo ḳhafa hota hai

ravish-e-ḳhas pe chalta huun adab men ‘parvez’

mere har sher ka andaz naya hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhup baDhne Ke Jo Aasar Hue

Makan Se Dur Kahin La-Makan Mein Rahti Hun

Waqt Ki Aankh Mein Sadiyon Ki Thakan Hai, Main Hun

Na jhaTko Zulf Se Pani Ye Moti TuT Jaenge

KHud Mujhko Mere Dast-E-Kaman-Gir Se Mila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet