• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saz Bane Un Ashkon Se Jo Bahte Hain Tanhai Mein

Saz Bane Un Ashkon Se Jo Bahte Hain Tanhai Mein

saaz bane un ashkon se jo bahte hain tanha.i men

sadiyon ki mahrumi ro ro gaati hai shahna.i men

jitne halke log the vo sab tair ga.e us paar hue

ek hamen the Duub ga.e jo apni hi gahra.i men

apna badan sota rahta hai bistar par lekin aksar

raat ga.e Tahla karta hai kaun mari angna.i men

dil hai kis ka jaan hai kisi ki aur kis ki hai ye nazar

kitna bikhra-pan pinhan hai ek mari yakja.i men

zulm ki shiddat ḳhud apni hi maut ka baa.is banti hai

jiit ki surat dekh rahe hain ham apni paspa.i men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Awwal To Tere Kuche Mein Aana Nahin Milta

Muskurane Se Muddaa Kya Hai

poet

Ehsan Tera Dil Mera Kya Yaad Karega

Apne Dil Ko Sambhaal Sakta Hun

Duniya Ki Aab-O-Tab Se Aage Chale Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet