• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sawal-Andar-Sawal Le Kar Kahan Chale Ho

Sawal-Andar-Sawal Le Kar Kahan Chale Ho

sarwat-zehra

saval-andar-saval le kar kahan chale ho

ye asman-e-malal le kar kahan chale ho

junun ke raste men ye khudi bhi azaab hogi

khirad ka koh-e-vabal le kar kahan chale ho

kahan pe khologe dard apna kise kahoge

kahin chhupao, ye haal le kar kahan chale ho

naha rahe ho azab-e-hijran ki barishon men

zara si gard-e-visal le kar kahan chale ho

sarab piine ki aarzu hai to javab de do

safar men khvab-o-khayal le kar kahan chale ho

chale ho jab to hamare mausam badal chuke hain

suno ye mere vabal le kar kahan chale ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Qadar Ruh Pasheman Hai Tumhein Kya Malum

Wahi Tawil Si Rahen Safar Wahi Tanha

Wo shaKHs Jo Rakhta Hai Jamal Aur Tarah Ka

Jis Tarah Bahr Ek Qatre Qatre Mein Hai

nadiya-ambar-lodhi

Phul Hai dil Angara Kaise Ho Sakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet