sauda-mohammad-rafi

Sauda Sher Mein Hai Badai Tujhko

‘sauda’ sher men hai badai tujh ko

tashrif-e-sukhan arsh se aai tujh ko

aalam tujhe is fan men payambar samjha

puuja juhala ne ba-khudai tujh ko

More Poems

Leave a Comment