• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sauda-E-Ishq Ke To Khata-War Hum Nahin

Sauda-E-Ishq Ke To Khata-War Hum Nahin

seema-gupta

sauda-e-ishq ke to khata-var ham nahin

hain ishq ke mariz gunahgar ham nahin

ham jo khatak rahe the tumhari nigah men

lo ab tumhari raah men divar ham nahin

us ki khushi ke vaste khud ko fana kiya

phir bhi vo kah raha hai vafadar ham nahin

dil men hamare ek talatum sa hai bapa

khamosh hain ki zinat-e-akhbar ham nahin

tanhaiyon ki ham ne hi duniya basai hai

goshe men khud ke hain sar-e-bazar ham nahin

sahra ke gard-o-garm hi ab raas aa gae

‘sima’ kisi chaman ke ravadar ham nahin

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Faza-E-Nil-Gun Ye Baal-O-Par Kafi Nahin

poet

Kal Wo Jo Pa-E-Shikar Nikla

Mere Andar Kahin Par Kho Gai Hai

zaKHm Likkhun Ki Majra Likkhun

dilon Ki Or dhuan Sa dikhai deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet