• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nasib Ab Ke KHushi Be-Hisab Le Aaya

Nasib Ab Ke KHushi Be-Hisab Le Aaya

nasib ab ke ḳhushi be-hisab le aaya

charagh lene gaya aftab le aaya

abhi jala ke uTha huun purane ḳhvabon ko

vo mere vaste phir taaza ḳhvab le aaya

phir aaj bhaav samundar ka asman pe tha

phir aaj apne liye main sarab le aaya

fasurda dekh ke us ko bahut pasheman huun

main regzar men kyon ik gulab le aaya

tujhe to haan ya nahin men javab dena tha

javab men tu mukammal kitab le aaya

abhi chala hi tha dil ik gunah karne ko

ki zehn ja ke ḳhayal-e-azab le aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shaiKH O Barhaman Donon Hain Bar-Haq Donon Ka Har Kaam Munasib

shabnam-shakeel

wo to aaina-numa tha mujhko

poet

Aalam Teri Nigah Se Hai Sarshaar dekhna

ali-sardar-jafri

Ishq Ka Naghma Junun Ke Saz Par Gate Hain Hum

Din Hua Aur Raushni Hi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet