• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sau Tarah Ka Chhod Kar Aaram Tere Waste

Sau Tarah Ka Chhod Kar Aaram Tere Waste

poet

sau tarah ka chhod kar aram tere vaste

ku-ba-ku phirta huun ai khud-kam tere vaste

ishq ne tere mujhe is rang ko pahuncha diya

munh se har ik ke suna dushnam tere vaste

mahr ke manind khata charkh phirta huun kharab

subh se ai mah-jabin ta-sham tere vaste

ghuncha o gul le rahe hain saqiya majlis hain chal

shishe mere vaste aur jaam tere vaste

aa bani hai ab ‘nisar’-e-na-tavan ki jaan par

dekhna tuk ai dil-e-nakam tere vaste

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

rumana-rumi

Zindagi Aa Tera Arman Badal Kar dekhen

ahmad-nadeem-qasmi

Izhaar

Amir-E-Shahr Tujhe Kab Dhyan Mera Hai

Bhitar Basne Wala KHud Bahar Ki Sair Kare Maula KHair Kare

Safar Mein Hain to Hamein Yaad Baam-O-Dar Ki Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet