Satwin Pisli Mein Pili Chandni satvin pisli men piili chandni aur taron ki udasi ka jumud tiin din ki bhuuk ka anjam kaali muskurahat narm bhini ghaas par phaili hui parchhaiyan aur guzarte vaqt ka ehsas sharmaya hua makdi ke jaale ke andar aaj suraj phans gaya
Leave a Reply