• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sath Le Kar Apni Barbaadi Ke Afsane Gae

Sath Le Kar Apni Barbaadi Ke Afsane Gae

saath le kar apni barbadi ke afsane ga.e

abru-e-anjuman the jo vo divane ga.e

ibtida ye thi ki duniya bhar ki nazren ham pe thiin

intiha ye hai ki ḳhud se bhi na pahchane ga.e

teri fayyazi se kab inkar hai saaqi magar

aise mai-kash bhi hain kuchh jin tak na paimane ga.e

mahfilen mahki hui thiin jin se vo gul kya hue

shayad ab vo gosha-e-turbat ko mahkane ga.e

dusron ke gham men roti thiin jo sham.en bujh ga.iin

aag men ghairon ki jalte the jo parvane ga.e

tishnagi se zarf ko ai saqi-e-mahfil na tol

uTh ga.e to umr-bhar ko phir ye divane ga.e

mashvare to aql bhi deti rahi ‘rahi’ magar

dil ne jo farma.e the vo faisle maane ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahzan Hun Ki Rahnuma Hun Main

Dil Kiye tasKHir baKHsha Faiz-E-Ruhani Mujhe

nahid-qasmi

Shikwe Ki Sham

Hai Aur Nahin Ka Aaina Mujhko Thama Diya Gaya

Husn-E-Alam-Soz Na-Mahdud Hona Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet