• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sardi-O-Garmi-O-Barsat Mein Aa Jata Hai

Sardi-O-Garmi-O-Barsat Mein Aa Jata Hai

sardi-o-garmi-o-barsat men aa jaata hai

mujh se milne vo mazafat men aa jaata hai

fasl-e-gul aane pe ho jaati hai virani duur

dil ḳharabe se ḳharabat men aa jaata hai

kabhi danista ada ho kabhi na-danista

naam tera miri har baat men aa jaata hai

jism ki nashv-o-numa surat-e-ashiya-e-zamin

ru-e-ḳhuban falakiyyat men aa jaata hai

ishq ka sabr-o-tahammul hi se qaa.em hai vaqar

naala fariyad ḳhurafat men aa jaata hai

ḳhidmat-e-ḳhalq se hoti hai ḳhuda ki ḳhidmat

ishq maḳhluq-e-ibadat men aa jaata hai

banda ho jaata hai jab ḳhugar-e-mushkil ‘abid’

za.iqa talḳhi-e-halat men aa jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tere Hathon Jo Sar-Afraaz Hue

ahmad-faraz

Sawal

Bahut Fasad Chhupa Tha Lahu Ki Gardish Mein

afroz-rizvi

Azal Se Le Ke Abad Tak Charagh-e-Fani Hun

azra-abbas

Andhera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet