• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sar Par Koi Aasman Rakh De

Sar Par Koi Aasman Rakh De

sar par koi asman rakh de

ik munh men magar zaban rakh de

aa sulh nahin salam to le

ye tiir chaḌhi kaman rakh de

itna bhi na be-lihaz ho ja

thoḌa sa to ḳhush-guman rakh de

tujh ko tiri hikmaten mubarak

ik haath pe ik jahan rakh de

phir ham ko gada-e-rah bana kar

rah men koi imtihan rakh de

tafsil kahin garan na paḌ jaa.e

ik harf men dastan rakh de

ab dhyan ki baat chhiḌ ga.i to

kuchh is se alag bhi dhyan rakh de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Kaha Tir Teri Aankh Ne Akasr Mara

TuTa Tilism-E-Waqt to Kya Dekhta Hun Main

poet

Jab Tak Ki dil Na Laga Un Be-Murawwaton Se

Aaj-Kal Ke Shabab Dekhe Hain

poet

Ai Salik Intizar-E-Haj Mein Kya Tu Hakka-Bakka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet