• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sar-E-Rah Ek Hadisa Ho Gaya

Sar-E-Rah Ek Hadisa Ho Gaya

sar-e-rah ik hadisa ho gaya

achanak tira samna ho gaya

ḳhud apni bhi ab yaad aati nahin

tiri yaad ka haq ada ho gaya

masiha.iyan dekhti rah ga.iin

tira dard baḌh kar dava ho gaya

kaTegi kis ummid par zindagi

agar tera gham bhi juda ho gaya

qarib aa ga.iin ḳhud-baḳhud manzilen

tira naqsh-e-pa rahnuma ho gaya

unhen dekh kar dekhti rah ga.iin

ḳhuda jaane ankhon ko kya ho gaya

‘rishi’ zindagi zindagi ban ga.i

dil apna alam-ashna ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Arsh Tak Jo Be-KHata Jata Hai Ye Wo Tir Hai

Nahin Milte Shuur Aansu Bahate

Sina Madfan Ban Jata Hai Jite Jagte Raazon Ka

Yaad Ke Sahra Mein Kuchh to Zindagi Aae Nazar

Jagne Walo Ta-Ba-Sahar KHamosh Raho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet