• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sansar Ki Har Shai Ka Itna Hi Fasana Hai

Sansar Ki Har Shai Ka Itna Hi Fasana Hai

sahir-ludhianvi

sansar ki har shai ka itna hi fasana hai

ik dhund se aana hai ik dhund men jaana hai

ye raah kahan se hai ye raah kahan tak hai

ye raaz koi raahi samjha hai na jaana hai

ik pal ki palak par hai thahri hui ye duniya

ik pal ke jhapakne tak har khel suhana hai

kya jaane koi kis par kis mod par kya biite

is raah men ai raahi har mod bahana hai

ham log khilauna hain ik aise khiladi ka

jis ko abhi sadiyon tak ye khel rachana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajib KHwab Tha Uske Badan Mein Kai Thi

Tanhai Ne Phir Bazm Saja Li Hai to Kya Hai

Sufi

Sannata Tufan Se Siwa Ho Ye Bhi To Ho Sakta Hai

Phul Kuchle Ja Rahe the Baghban chiKHa Kiya

Naz-O-Nazakat Shab Nahin Ab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet