• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sans Lete Hue Dar Lagta Hai

Sans Lete Hue Dar Lagta Hai

saans lete hue Dar lagta hai

zahr-alud dhuan phaila hai

kis ne sahra men miri ankhon ke

ek dariya ko ravan rakkha hai

koi avaz na jumbish koi

mera hona bhi koi hona hai

baat kuchh bhi na karunga ab ke

ru-ba-ru us ke faqat rona hai

zaḳhm dho.e hain yahan par kis ne

saare dariya men lahu phaila hai

itna gahra hai andhera mujh men

paanv rakhte hue Dar lagta hai

shaḳhs hansta hai jo a.ine men

yaad paḌta hai kahin dekha hai

chaaT jaa.e na mujhe dimak sa

gham jo siine se mire lipTa hai

jaane kya khona hai ab bhi mujh ko

phir se kyuun ji ko vahi ḳhadsha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Laghzish-E-Gam Liye Laghzish-E-Mastana Liye

Ye KHayalon Ki Bad-Hawasi Hai

Teri Yaadon Mein Khoe Rahen Meri Jaan

Gham-E-Hijran Se Zara Yun Bhi Nibhai Jae

Jab Jab Rafaqaton Se Guzarna paDa Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet