• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sans Chalti Rahti Hai Zindagi Nahin Hoti

Sans Chalti Rahti Hai Zindagi Nahin Hoti

saans chalti rahti hai zindagi nahin hoti

bebasi ke lamhon men sha.iri nahin hoti

ishq baat karta hai dil tavaf karta hai

ird-gard phirne se ashiqi nahin hoti

zindagi ke sahra men ek chand kaafi hai

qumqumon ki kasrat se raushni nahin hoti

ḳhuun ki ravani men is qadar mohabbat hai

nafraton ke halqon se dosti nahin hoti

ḳhvahishon ke lashkar se roz laḌta rahta huun

ye bhi ik muamma hai dushmani nahin hoti

tum ne but bana.e hain tum ko hi mubarak hon

but-shikan qabile se azari nahin hoti

sab ḳhizan ke patton men gul-bahar manzar hai

ḳhushbuon ke aane ki muḳhbiri nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-ahmad

Majid-Amjad Ke Liye

abhishek-shukla

Aabru-e-Shab-e-Tira Nahin Rakhne Wale

asrarul-haq-majaz

Na Ham-Ahang-E-Masiha Na Harif-E-Jibril

bilqis-zafirul-hasan

Kante Hon Ya Phul Akele Chunna Hoga

Aks Kya Dida-E-Tar Mein Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet