• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sanp Sa leTa Hua Sunsan Rasta Samne Tha

Sanp Sa leTa Hua Sunsan Rasta Samne Tha

saanp sa leTa hua sunsan rasta samne tha

ḳhatra aghaz-e-safar men ek aisa samne tha

dasht men ghamsan ka vo ran paḌa tha kuchh na puchho

dhuup meri pusht par thi aur saaya samne tha

ab to un ankhon ke aage a.ina hai aur main huun

haa.e mizhgan kholne se pahle kya kya samne tha

buzdil aise the bhigo paa.e na apne haath tak ham

donon baazu the salamat aur dariya samne tha

main masafat ki tarah tha biich men simTa hua sa

pusht ki janib samundar aur sahra samne tha

vasl ke ḳhvabon men ab vo raushni baaqi nahin thi

hijr ki raton men sone ka natija samne tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jahan Ashk-E-Hasrat Rawan chhoD Aae

poet

Guzre Wade Ko Wo KHud Yaad Dila Dete Hain

allama-iqbal

Hazar Khauf Ho Lekin Zaban Ho dil Ki Rafiq

poet

Main KHwab-Gah-E-Zat Ke Andar Nahin Rahta

Yun to Bahut Hasin Hai Bahaar-E-Chaman Ki Yaad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet