• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sakhi Se Chhut Kar Jaenge Ghar Aap

Sakhi Se Chhut Kar Jaenge Ghar Aap

poet

‘sakhi’ se chhut kar jaenge ghar aap

aji kuchh khair bhi hai hain kidhar aap

vo ashiq hain ki marne par hamare

karenge yaad ham ko umr bhar aap

pari samjhen pari, huren kahen huur

hue kis nuur ke paida bashar aap

na ashiq hain zamane men na maashuq

idhar ham rah gae hain aur udhar aap

dikhaenge ham apni laghari bhi

abhi to dekhiye apni kamar aap

mire naale agar sunne ka hai shauq

to sahab haath rakhiye kaan par aap

rasai us ke zulfon tak na hogi

‘sakhi’ be-faeda maren na sar aap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Nahin Rota Hun Ab Ye Aankh Roti Hai Mujhe

bhiD Mein Ek Ajnabi Ka Samna Achchha Laga

asrarul-haq-majaz

Aaj Bhi

poet

Jo Dil-Awez Hai Us Zulf-E-Girah-Gir Ki Bu

Chhin Kar Wo Lazzat-E-Saut-O-Sada Le Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet