• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki

Sahne Ko Hijr Jab Bhi Tamanna Mazid Ki

sahne ko hijr jab bhi tamanna mazid ki

main ne vajud-e-sher se lazzat kashid ki

dekha tha raat ḳhvab men sahra-mizaj shaḳhs

nagri bhi lag rahi thi vo ḳhvaja farid ki

ai muftiyan-e-shahr tumhen ilm hi nahin

logon ne mere chand ko dekha to iid ki

ye sunnat-e-husain hai so is liye bhi main

bai.at qubul ki na kisi bhi yazid ki

ḳhushiyan to dastiyab thiin bazar men magar

danista main ne hijr ki daulat ḳharid ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Utthe Hath duaon Wale Bhar de Maula

hatim-ali-mehr

Zikr-E-Jaanan Kar Jo Tujhse Ho Sake

adil-mansuri

Pahlu Ke Aar-Par Guzarta Hua Sa Ho

Mere Hisar Se Bahar Bula Raha Hai Mujhe

Ranj Kyun Ai Mah-E-Kanan Kijiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet