• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahen Kab Tak Jafaen Bewafai Dekhne Wale

Sahen Kab Tak Jafaen Bewafai Dekhne Wale

sahen kab tak jafa.en bevafa.i dekhne vaale

kahan tak jaan par khelen juda.i dekhne vaale

tire bimar-e-gham ki ab to nabzen bhi nahin miltin

kaf-e-afsos malte hain kala.i dekhne vaale

ḳhuda se kyuun na mangen kyuun karen minnat amiron ki

ye kya denge kisi ko ana-pa.i dekhne vaale

buton ki chaah banti hai sabab ishq-e-ilahi ka

ḳhuda ko dekh lete hain ḳhuda.i dekhne vaale

mahinon bha.i-bandon ne mira matam kiya ‘muztar’

mahinon ro.e ḳhali charpa.i dekhne vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang-Birange Phulon Jaisi Meri Chanchal Aas

Kahin Fasana-E-Gham Hai Kahin KHushi Ki Pukar

poet

Tumhein Han Kisi Se Mohabbat Kahan Hai

Wo KHwab Hi Sahi Pesh-E-Nazar to Ab Bhi Hai

poet

Adib Tha Na Main Koi baDa Sahafi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet