• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Saheli

Saheli

varsha-gorchhia

kis dhun men rahti ho tum

uljhe hue balon ki girhen

tum se nahin sulajhti kya

laao inhen main suljha duun

uun ke uljhe guchchhon se

ye baal tumhare

suljhe to resham ho jaaen

aur balon ko suljhane ke bahane

jivan ki uljhan suljhaun

ghane banon men shankh bajaun

aur titli ban kar ud jaun

shakhon ko main raqs dikhaun

ek kaghaz ki naav banaun

tujh ko duur baha le jaun

aur tere dukh ki varsha men

antarman tak bhigti jaun

aa ajnabi si ladki

main teri bachpan ki si saheli ho jaun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aata Hun Jab Us Gali Se Sau Sau Khwari Khinch Kar

Waqt Ke Kitne Hi Dhaaron Se Guzarna Hai Abhi

saleem-kausar

Ajnabi Hairan Mat Hona Ki dar Khulta Nahin

Apni Taqdir Ko piTe Jo Pareshan Hai Koi

ismail-merathi

Akasr Ne Hai Aakhirat Ki Kheti Boi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet