• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mujh Par Ajab Barpa Rahi Hai

Safar Mujh Par Ajab Barpa Rahi Hai

safar mujh par ajab barpa rahi hai

miri vahshat mujhe chaunka rahi hai

kahin se aa rahi hai teri ḳhushbu

udasi duur hoti ja rahi hai

abhi tak ḳhud nahin samjhi hai jis ko

mujhe vo baat bhi samjha rahi hai

amiron ke bache TukḌon ko chun kar

gharibi bhuuk ko bahla rahi hai

mubarak shaam ki aamad mubarak

kisi ki yaad le kar aa rahi hai

ga.i shab aankh men jo mar gaya tha

udasi ḳhvab vo sahla rahi hai

bahut maghrur hai ye badshahi

hamare ishq ko chunva rahi hai

daraḳhton par na.e zevar uge hain

zamin dulhan bani sharma rahi hai

hamare darmiyan alfaz gum hain

”ḳhamoshi ungliyan chaTḳha rahi”

bahut ummid thi is zindagi se

magar ummid ye murjha rahi hai

‘ziya’ jalva hai ‘nasir-kazmi’ ka

ghazal ye ḳhud mujhe taḌpa rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Se Ye Kah Raha Hun Zara Aur Dekh Le

poet

Dil Ko Nasib Gham Ki Qayaadat Nahin Rahi

Na-Umidi Ne Yun Sataya Tha

ali-sardar-jafri

Ab Aa Gaya Hai Jahan Mein To Muskuraata Ja

Mauj-E-Dariya Ki Tarah Raqs-Kunan Rahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet