• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Ki Aakhiri Manzil Ke Rahbar Hum Hain

Safar Ki Aakhiri Manzil Ke Rahbar Hum Hain

shabnam-shakeel

safar ki akhiri manzil ke rahbar ham hain

hamare saath chalo gard-e-rahguzar ham hain

likhi hain chehron pe jo surkhiyan padho un ko

khabar ho aam ki duniya se ba-khabar ham hain

akela-pan hamen mahsus kab hua ab tak

ki dasht dasht hain lekin nagar nagar ham hain

ghanere saae na dhundo yahin pe dam lo zara

ki jis ki chhanv men thandak hai vo shajar ham hain

samundaron se kaho vo simat ke aa jaaen

ki is jahan men akele hi kuza-gar ham hain

vo khuub shakhs hai dekha hai mil ke ham ne use

magar hai ye bhi haqiqat ki khub-tar ham hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Puchh Martaba-O-Shan-E-KHak-Dan-E-Majaz

jhuT Sach Aap to Ilzam Diye Jate Hain

Patthar Ke KHuda Patthar Ke Sanam Patthar Ke Hi Insan Pae Hain

poet

Ba-Har-Surat Mohabbat Ka Yahi Anjam Dekha Hai

KHauf Sa Phir Labon Pe Tari Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet