• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sae Ka Iztirab

Sae Ka Iztirab

sarwat-zehra

aaj tum tak pahunch kar

tumhari ankhon ke ainon men jhank kar

khud ko tatola

to malum hua ki

mera jism to tum tak aate aate

kahin biich raste men gum ho gaya tha

mera dil!!

kisi aur siine men daba diya gaya tha

mire hont

surkhiyon ki tahon ke niche

pade pade siyah ho chuke the

meri khushbu

jo main tumhare liye la rahi thi

kisi pichhle jhonke ne

apne jism men taank li thi

mera khvab

apni raat ki kokh men

ghalati se kisi aur ke liye

subh ka pahla harf rakh chuka tha

mere qalam ki raushnai ko

lafz ka ek samundar pi chuka tha

aur meri ankhon ki putliyon men nachti raushni ki

kisi sarab se dosti ho chuki thi

aur ab vo shayad isi ke saath bah rahi hai

so ab tumhari ankhon ke ainon men

main nahin

sirf ek saae ka iztirab

dolta nazar aa raha hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Bulbulo Baghban Ko Kyun Chheda

Wo Qafila Jo Rah-E-Shaeri Mein Kam Utra

Mai Ho Saghar Mein Ki KHun Raat Guzar Jaegi

Kitne Shikwe Gile Hain Pahle Hi

Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Nam Ro paDe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet