Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
adil-mansuri

Sadkon Par Suraj Utra

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Adil Mansuri
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

sadkon par suraj utra

saaya saaya tuut gaya

jab gul ka siina chira

khushbu ka kanta nikla

tu kis ke kamre men thi

main tere kamre men tha

khidki ne ankhen kholi

darvaze ka dil dhadka

dil ki andhi khandaq men

khvahish ka taara tuuta

jism ke kaale jangal men

lazzat ka chita lapka

phir balon men raat hui

phir hathon men chand khila

More Poems

Ada Ke Tausan Par Us Sanam Ko Jo Aaj Humne Sawar dekha

Izaen Uthae Hue dukh Pae Hue Hain

Imtihan Lene Chala Hai Meri Binai Ka

Jina Hai Khub Auron Ki Khatir Jiya Karo

Jaan Se Ishq Aur Jahan Se Gurez

Ye Ek Tera Jalwa Sanam Chaar Su Hai

Ki Hai Koi Hasin Khata Har Khata Ke Sath

Chor

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.