• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-His O Kaj-Fahm O La-Parwa Kahe

Be-His O Kaj-Fahm O La-Parwa Kahe

be-his o kaj-fahm o la-parva kahe

kal muarriḳh jaane ham ko kya kahe

is tarah rahte hain is ghar ke makin

jis tarah bahra sune gunga kahe

raz-ha-e-zabt-e-gham kya chhup saken

honT jab ḳhamosh hon chehra kahe

is liye har shaḳhs ko dekha kiya

kaash koi to mujhe apna kahe

hai takallum a.ina ehsas ka

jis ki jaisi soch ho vaisa kahe

paḌh chuke dariya qasida abr ka

kya zaban-e-ḳhushk se sahra kahe

bad-gumani sirf meri zaat se

main to vo kahta huun jo duniya kahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gard Mein at Rahe Hain Ehsasat

poet

Ruh Mein Tazgi Nahin Qalb Mein Raushni Nahin

Dariya Ki Tishnagi Mein Insan Ki Bebasi Mein

Gar Chahte Ho Farsh Se Aflak Pe Rakkho

poet

Sun Kar Main Jurm Chup Tha Gunahgar Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet