• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sadaqat uThti Jati Hai Jahan Se

Sadaqat uThti Jati Hai Jahan Se

sadaqat uThti jaati hai jahan se

zamin Takra na jaa.e asman se

sharar-ha-e-gham-e-hasti ko saaqi

bujha bhi de sharab-e-arghavan se

sitam-garon sitam se baaz aao

Daro ham na-tavanon ki fughan se

shab-e-gham ki hazin tanha.iyon men

sukun-e-dil koi laa.e kahan se

bahar aa.i na jab apne chaman men

mohabbat ho ga.i aḳhir ḳhizan se

jo dil ka haal sab un ko suna de

‘naresh’ aisi zaban la.un kahan se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dost Ban Kar Bhi Kahin Ghat Laga Sakti Hai

Ba-Sath-E-Ab Koi Aks-E-Na-Tawan Na paDa

Mere KHwabon Se Ojhal Us Ka Chehra Ho Gaya Hai

poet

patjhaD Ka Mausam Tha Lekin shaKH Pe Tanha Phul Khila Tha

Sahra Hi Ghanimat Hai, Jo Ghar Jaoge Logo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet