Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
obaidullah-aleem

Sachcha Jhut

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Obaidullah Aleem
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

main bhi jhuta tum bhi jhute

aao chalo tanha ho jaaen

kaun mariz aur kaun masiha

is dukh se chhutkara paaen

ankhen apni khvab bhi apne

apne khvab kise dikhlaen

apni apni ruhon men sab

apne apne kodh sajaen

apne apne kandhon par sab

apni apni laash uthaen

baith ke apne apne ghar men

apna apna jashn manaen

shayad lamha-e-ainda men

log hamen sachcha thahraen

More Poems

dasht-E-Baran Ki Hawa Se Phir Hara Sa Ho Gaya

Pahle Sal Ka Tohfa

Surat-Gar-e-Naqqasham Har Lahza Bute Sazam

daman-E-Arzu Ke Kinare Samette

Baghair dil Ki Ye Qimat Hai Sare Aalam Ki

Hum Intizar Karenge Tera Qayamat Tak

Pak Hai Lazzat-E-Ishrat Se Zaban-E-Waiz

Har Shai Aani-Jaani Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.