• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Is Se baDh Ke Mujhe Aur Kya Suhulat Ho

Ab Is Se baDh Ke Mujhe Aur Kya Suhulat Ho

ab is se baḌh ke mujhe aur kya suhulat ho

main tujh ko yaad karun saans ki bhi fursat ho

faza men sirf tire qahqahe rahen baaqi

aur is zamin pe teri talab salamat ho

tumhare naam pe jhagḌa ho aur is ke ba.ad

ho aisi jang ki jis men miri halakat ho

tire visal ke lamhe bikhar ga.e mujh se

ḳhuda kare ki tire hijr ki hifazat ho

main chahta huun koi rasta sujha.i de

main chahta huun mujhe dusri mohabbat ho

lage hue hain sama.at ki chaplusi men

koi to ho ki jise bolne ki hajat ho

main roz karta huun ‘sahir’ na.i adakari

bhula na duun jo use bhulne ki niyyat ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumhaare Kaam Agar Aae Muskurane Mein

abdul-mannan-tarzi

Main Pahuncha Apni Manzil Tak Magar Aahista Aahista

Azmat-E-Fikr Ke Andaz Ayan Bhi Honge

Jahan bichhDe the Agar Log Wahan Mil Jate

Chanda Bhi Bas Raat Mein Achchha Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet