• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milti Hai Use Gauhar-E-Shab-Tab Ki Miras

Milti Hai Use Gauhar-E-Shab-Tab Ki Miras

poet

milti hai use gauhar-e-shab-tab ki miras

li mujh dil-e-sad-para ne simab ki miras

hasrat se tiri chashm ki nargis ne chaman men

paa.i hai kisi dida-e-be-ḳhvab ki miras

yaan jo dil-e-raushan ki vo ḳhali hai ḳhudi se

pahuncha.i falak ne use mahtab ki miras

ik biḌa-e-pan haath se tu apne jo baḳhshe

tuuti ko mile ghaib se surḳhab ki miras

pasang hain la.al us ke bhi jis sang ko pahunche

ik qatra mire ashk ke ḳhunbab ki miras

ro-ro ke miri chashm ne is bahr-e-jahan se

li ḳhana-ḳharabi ke liye aab ki miras

ye dard-o-gham-e-ishq dila jaan ghanimat

pahunchi tiri hub se tujhe ahbab ki miras

dariya-e-mohabbat se ‘muhib’ le hi ke chhoḌi

mujh ashk ne aḳhir dur-e-nayab ki miras

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Der to Duniya Mere Pahlu Mein khaDi Thi

Kisi Ko Apne Amal Ka Hisab Kya Dete

Zindagi Tujhko Jiya Hai Koi Afsos Nahin

Ek Se Jazbe KHun Mein surKHi Ek Hi Thi

poet

Fasl Ki Jalwagari Dekhta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet