• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sach Jo Kahta Hai Wo Mujrim Hi Bana Jata Hai

Sach Jo Kahta Hai Wo Mujrim Hi Bana Jata Hai

sach jo kahta hai vo mujrim hi bana jaata hai

aur us ko pas-e-divar chuna jaata hai

log kahte hain magar mujh ko yaqin kyon aa.e

vo taḌapta hai mohabbat men suna jaata hai

kaam aate hain bure vaqt men apne bhaa.i

aur dushman bhi to bhaa.i ko kaha jaata hai

go samajhne men zara der to lagti hai par

vaqt duniya ke sabhi rang dikha jaata hai

bevafa.i ke sabhi rang dikha.e tu ne

soch kar ḳhuun mire dil ka hua jaata hai

jhuuT go bol raha hai tu bahut himmat se

tere chehre ka magar rang uḌa jaata hai

aa sikha duun main mohabbat ke tariqe tujh ko

kaise har lamha mohabbat men jiya jaata hai

itni shiddat na thi pahle to kisi jazbe men

yaad vo aa.e to aata hi chala jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankh Ke Kunj Mein Ek Dasht-E-Tamanna Le Kar

poet

Harim-E-Naz Ko Hum Ghair Ki Mahfil Nahin Kahte

ismail-merathi

Abr Baadal Hai Aur Sahab Ghata

akhtar-ansari

Sada Kuchh Aisi Mere Gosh-e-dil Mein Aati Hai

Jaane Kya Thi Baat Mujhe Kuchh Yaad Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet